Ab Google Assistant Bacho ko story sunayenge ,lori bhi sunayenge Google Assistant

Google Assistant Ab Bacho ko story or Dadi Amma Wali Lori bhi Sunaya karenge, ji ye sahi hai , chahe aap Android use kerte ho ya ios ye feater sabhi mai work karega.

Black Samsung Tablet Display Google Browser on Screen
GOOGLE ASSISTANT
Dosto aajkal lifestyle kitni change ho chuki hai , yaani ki kuch kya kafi easy ho gayi ,
pehle ki treh ab tough nahi hai,

parents bacho ki dekhbhal mai koi kami nahi rakhna chahta woh puri treh dekh rekh se bacho ko palte hai,

or unki har icha puri kerte hai ,fir chahe wo aaj ka time ho ya pichle time ka.

pehle chote per bacho ko kitna lagao hota tha mummy, papa , dada or dadi se inse pehle itna lagao ya pyar hota tha,
ki raat ko chote bache kahaniya suna kerte they,

lekin aaj ka tiime laga hai bas tarike badal gaye hai,

aaj ka time advane hai yaani gadgets ka time minto kya ab kaam seconds mai hote hai,

aaj ki technology kitni advance ho chuki hai,

aap sabhi android ya ios mobile jarur isteymal kerte honge , usme ek google assistant hai jo ab bacho ko kahiniya or lori sunyega 

bas aapko apne mobile se ye kehna hoga 'GOOGLE TELL ME STORY ' fir apko treh treh ke stories suneyga.

Google apna ye latest feature ab lekar aa raha hai.

GOOGLE TELL ME a story krhne per apko panchatantre ki ya lajwab kahaniya sunayega, 

ye feature bharat mai english mai pesh kiya gya hai , is list kayi stories payi gayi hai,

iske liye aapke pass play store ka latest version hona chahiye,

isko austrailiya , birtain or america mai bhi thusrtday ko rollout kiya gya hai,

iss featue ko sabse pehle 2018 mai rollout kiya gya tha, sirf Google home kiye .

 

Ab Google Assistant Bacho ko story sunayenge ,lori bhi sunayenge Google Assistant Ab Google Assistant Bacho ko story sunayenge ,lori  bhi sunayenge Google Assistant Reviewed by Virender Gupta on Saturday, April 27, 2019 Rating: 5

No comments:

Powered by Blogger.