tiktok ban kyun hua ? iske reasons kya hai jane

Tik tok kok ban ker diya gya hai, lekin kyun iska kya karan hai jo tiktok ko band ker diya hai,

https://techkijankarihindimein.blogspot.com/2019/04/tiktok-ban-kyun-hua-iske-reasons-kya.html

 

Dosto tiktok ki popularity kitni hai ye to aap sabhi ke phone mein aplication install hai issi baat ka saboot kaafi hai,
tik tok pehle musicly hua kerta tha , ye chini company ka app hai jo kafi popular hai.
iss app mai simple videos banaye or watch ker sakte hai, kayi craetive events bhi hote hai ,jisse iske popular hone ka reason bante hai,

iski itni popularity hai ki isse celebrity bhi use use kerte hai ,yaha normal bache bhi apni acting ka loha banua chuke hai
aisa lagta hai jaisa purey bollywood ko hila ke rakh diya ho iss app ne,

apne india mai tik tok ke crodo users ho gaye hai or ye tezi se fail raha hai,

tik tok ko ban ker diya gya aap isse ab play store se sidha download nahi ker sakte , jo pehle se users hai unper iska koi aser nahi padega.

kya reasons hai TIK TOK ban hone ke

 

 Tik Tok video bnate waqt ek user ki mout ho gayi thi kyun ki wo kuch dosto ke sath bike per video bna rha tha , kuch dosto ke sath or accident ho gya tha.

channai ke 24 saal ke ek user ne kathit tor per suicide ker liya tha kyun ki usne Tik Tok per mahilao ki kapde pehn ker video bnai thi or harassment mai suicide ker liya.

iske baad madras high court ne Tik Tok per ban ki plee ki thi, or bharat sarkar ko kaha tha ki iss ko ban kiya jaaye.

madras sarkar ne isliye ban kerne ko kaha tha ki isse pornography ko badhawa milta hai.

tiktok ban kyun hua ? iske reasons kya hai jane

Tik Tok ne apne bachav mai 60 lakh video delete kiye hai ,aisa kha 

iske sath hi company ne ab comments mai filters lagane shuru ker diye hai, jisse galat comments per rok lagayi ja sake.

jab baat supreme court tak gayi to iss per ban hatane se saaf inkar ker diya.

Tik Tok company ne bharat ke court per vishwas jataya hai ,unka kehne hai hame lagta hai aaney wale smaye mai users iska isstyamal ker sakte hai or download bhi sakenge.


tiktok ban kyun hua ? iske reasons kya hai jane tiktok ban kyun hua ? iske reasons kya hai jane Reviewed by Virender Gupta on Wednesday, April 24, 2019 Rating: 5

No comments:

Powered by Blogger.