Oppo Reno - ye company apne smartohones Reno naam se iss month ke last mai launch karega
iss copmany ne ye smartphones ko Reno naam ki series ko chines markete mai launch ker chuka hai ,
ye ab india mein 28 may ko Oppo ki nayi series ke sath launch kerne wale hai,
ye chini companiyan kuch na kuch kerti rehti hai, isse pehle Oppo ka subbrand ek market mai aya tha jo kaafi success bhi raha tha,
Oppo ka subrand jo Redmi se milta julta name hai, uska name compani ne realme rakha hai, jo market iss time chaya hua hai,
OPPO RENO ke liye company ne invite pass sabhi ko bhej diye hai,jo month ke last mai shuruat kerne ja raha hai,
pichle mahiney chine mai company ne Oppo Reno , Oppo Reno 10x zoom edition , or oppo reno 5g naam se smartphones ko launch kiya,
Oppo ne press invite mai sirf Oppo RENO ki launch ki jankari di hai , ye saaf nahi btaya gya hai ki ye teeno smartphone ko india mai launch kiya jayega ki nahi , lekin ye to pkka hai ki , Oppo Reno 5G ko india mai launch nahi kiya jayega, kyun ki abhi india mai 5G ke networks available nahi hai,
jo phones reno ne china mai launch kiye hai unki keemat hai , CNY 2,999 india mai approx 30,900 ,
6GB +128GB variant ke liye rakhi gayi hai,
Oppo 10x zoom edition ke liye CNY 3,999 jo 41,200 rupaye india mai padta hai , 5G variant ki abhi price nahi batyi gayi hai,
OPPO RENO OR 10X ZOOM SPECS
Oppo reno or Oppo Reno 10X zoom edition jo android pie pe work karega,
Oppo reno 6.4 inch ki display fhd+ amoled display hai ,
isme sd 710 processor diya gya hai ,
isme 6GB or 8GB RAM ka option milta hai,
isme battery 3765 mah diya gya hai,
Oppo Reno 10x zoom
isme company ne 6.6inch ki display fhd+ amoled display di gayi hai,
isme octo core sd 855 processor diya gya hai ,
isme photography ke liye rear mai triple camera setup kya gya hai,
isme 4,065 mah ki battery bhi di gayi hai.
Oppo apne sub brand Reno series ko Month ke Last Main launch Karega
Reviewed by Virender Gupta
on
Saturday, May 11, 2019
Rating:
No comments: