Redmi 7A 13MP Cameras or Snapdragon 439 chispset ke sath announce kiya gya jane specs

Xiaomi ke sub-brand Redmi ne apne 6A ke next version mobile ko launch ker diya hai jiska naam Redmi 7A diya gya hai 

 

Redmi 7A 13MP Cameras or Snapdragon 439 chispset ke sath announce kiya gya jane specs

Finaly Redmi ne 7A ko launch ker hi diya hai , isse pehle iske leaks dekhne ko mile they.
last 6A launch kiya gya tha usi ka upgraded model Redmi 7A ko launch kiya gya hai jante hai iske full specs kya honge 

Redmi 7A ke full specifications 

iss phone ki body poly-carbonate se bani hai.iss phone ko SOS emergency family gardian ke sath jisse bache kis website per time dete use per nazar rakh sakte hai.

Redmi 7A ki display 5.4 inch ki di gayi hai .


Redmi mein processor octo-core snapdragon 439 diya gay hai. jo anderno 505 GPU ke sath aata hai .



isme selfie ke liye 5mp ka front facing camera diya gya hai , or sike rear mein 13mp LED flash ke sath camera diya gya hai.

iss phone mai storage 1gb+16gb or 3gb +32gb storage diya gya hai.isko micro sd card ki help se 256gb tak increase kiya ja sakta hai.

Redmi ne isse black or blue colour mai launch kerne ki ghoshna ki hai .

iss phone mein battery 4000mah di gayi hai.



Redmi 7A 13MP Cameras or Snapdragon 439 chispset ke sath announce kiya gya jane specs Redmi 7A 13MP Cameras or Snapdragon 439 chispset ke sath announce kiya gya jane specs Reviewed by Virender Gupta on Friday, May 24, 2019 Rating: 5

No comments:

Powered by Blogger.