Whatsapp ko bina delete kiye bhi aap Whatsapp ko band kar sakte hai jaise Logout kerte hai

whatsapp ko bhi aap Logout ki treh use kar sakte hai jab marji jaise snapcchat, or twitter ko Logout karte hai



aaj hum aap ko ek trick btane ja rahe hai , jaise hum agar kisi app ko use karte hai , agar usey band karna ho to ussey logout ker dete hai jaise ki most popular app facebook , Snapchat ,or Twitter ko use karne ke baad Logout karte hai ,

aise mein aap whatsapp ko setting mein changes karke aap whatsapp ko Logout ki treh band kar sakte hai, iske liye aapko phone setting mein ja app ko click karna hoga fir aapko force stop ka otion dikhega use par click kare fir aap dekhenge ki aap whatsapp se gayab ho gaye yaani ki whatsapp account aapka band ho chuka hai .





bahut logo ki ye shikayat rehti hai ki whatsapp jab massages aaye to koi tone na ho , aise mein agar hum tone band karna chahe to phone ko silent karan padta hai ,






to aaj hum aapko iska bhi trick batane ja rahe hai , iske liye bhi aapko hone ki setting mein jana hoga all apps mein khoj kar whatsapp par click kare jaha par aapko notification ka desable ka option dekhega uss par apko vibration or popup  desable ka bhi option milega , issi treh aap desable kar sakte hai or aapko massages aane par aapko koi tone nahi sunega.










Whatsapp ko bina delete kiye bhi aap Whatsapp ko band kar sakte hai jaise Logout kerte hai Whatsapp ko bina delete kiye bhi aap Whatsapp ko band kar sakte hai jaise Logout kerte hai Reviewed by Virender Gupta on Tuesday, July 09, 2019 Rating: 5

No comments:

Powered by Blogger.