SEO Kya Hota Hai ? Kitne types Ka SEO Hota Hai or SEO Kaise Kare apne Blog ya kisi Website par

what is SEO ? Search Engine Optimization kya hai . SEO in hindi . apki blog ya website ka Full SEO kaise kare . SEO hamre liye kyun jaruri hai is topic mein baat karenge....



Three White-and-black Scrabble Tiles on Brown Wooden Surface
SEO KYA HAI IN HINDI MIEN 

GOOGLE : sab khel search engine ka hai .google bahut hi bda search engine optimization hai . yahan bahut se users visit karte hai , or aapne swal ko dhundate hai . jab koi users apne swal search karta hai google par tab SEO hi help karta hai . uss ans ko nikal kar aapko google par show karta hai . kisi bhi website se SEO us ans ko collect karke immediate google par kisi bhi web page ki roop mein show karega , jiska contents achaa hoga , jis cotents ki qwality hogi or SEO achi treh se hoga .


SEO kya hota hai ? SEO kaise kare 




SEO KYA HOTA HAI ?  SEO Ki full form hai  search engine optimization . jo blog use karte hai yani jo beginners bloggers hai unko ye dhyan se samjhna hoga ki SEO kya hota hai?  SEO se hum apni website ki traffic ko increase kar sakte hai . SEO se hum apni website ki quality ko bhi increase kar sakte hai web search engine bhi improve kiya ja sakta hai .


har new bloggers ki yahi ichaa hoti hai ki uska likha article jaldi se jaldi rank kar jaye ,par sahi dhang se likhna hi uchit nahi hai . uss article ko sahi dhang se keywords ke sath uska analyze kare full keywords ka SEO kare fir kahi ja kar aapka article rank kar sakta hai . inn sab chizo ke liye aapko SEO ke bare pta hona chahiye.


How Many Types Of SEO ? SEO Kitne treh ka hota hai hindi mein 


1. On page SEO 

2. Off page SEO 


how many types of SEO 





1. On page SEO KAISE KAARE - iska kaam blog ke andar hi hota hai. on page SEO ka matlab ye bhi hota hai . ki website ko thik treh se design karna hota hai. blog full SEO friendly hona chahiye .on page mein keywords ka thik treh se use karna hota hai . apne page mein title or discription ka sahi dhang se use karna chahiye isse google ko page optimization karne mein asaani rehti hai .on page SEO ko karna puri treh se hamare hatho mein hota hai i hum kis treh se optimization karte hai.



On page SEO kaise kare - isme humne janna hai ki kaise hum blog ke andar setup karte hai yani optimization karte hai .agay kuch techniques btane ja rahe hai jisse pon page ka SEO kaise karte hai 



1. Title tags : apne title ko aap bhahut hi clear karke likhe jo asaani se kisi bhi users ko      smajh aa sake. sidhi bhasha mein likhe koi ghuma fira ka na likhe .



2. Header tags : header tags bahut hi jaruri hai . pure page ko sahi dhang se manage karne ke liye page mein h1 , h2 ko sahi tarike se describe karna hota hai .





3. Meta descriptions : meta description kisi bhi blog ke liye bahut hi jaruri hota hai . ye description hi define karta hai apke blog ya kisi bhi websites ko . jab bhi aap description likhe ko koi bhi copy paste na kare unique hi likhe.




4. Internal Links : agar aap kisi bhi post ya article ko jaldi rank krana chahte hai . to internal links ka use kare . internal links kya hote hai ? ye jo hum aricle likhte hai usme related aricle ya kayi post hote hai to hum apna milta julta post ko ussi aricle mein internal linking kar dete hai . isse post rank karne ke chances badh jaate hai.





5. Images Alt tags : hum apne post ko rank karne ke liye kya kuch nahi karte hai . hum jab bhi koi post likhte hai to usme images ka jarur use karte hai . hum images se bhi apne post ko search ingine mein post ko rank kra sakte hai . kayi users ye baat nahi jante honge. jab bhi hum koi post likhe to images ka jab bhi use kare usme alternativ text bhi dena chahiye . jiske bare mein likh rahe ho use describe karo images ke nichey.




6. Robot.txt : sub kuch aap ne agar sahi tarike se kar liya agar robot.txt ko sahi tarike se sahi fil kiya to aap ka post nahi rank karega. isliye robot.txt ko sahi tarike se karna hota hai .isse bahut hi jald rank karta hai .





2. Off page SEO - iss page ka sare kaam bahar se karna hota hai . off page SEO mein hamein full promotion karna hota hai . backlinks bnana hota hai with high quality ke sath . apne blog ya websites ke pages ko rank karan hota hai backlinks kya hote hai ? backlinks wo jo hum kisi bhi popular websites par ja kar comments karte hai wo backlinks hote hai .


isse traffic increase hota hai .



Off page SEO kaise kare - hum isme btane ja rahe hai ki bahar se aap kaise off page SEO kar sakte hai , isme kuch tips hai jane 



1. Search Enigne Submission - agar aap apni  koachi treh se or jaldi rank krana chahte hai . google , bieng jaisi sites par sabhi jagah aap submission karde .


2. Social-Media - aap apne post ko jyada se jyada social sites pe share kare like facebook , instagram , twitter jaise sicial sites apne post ko share kare isse kya hota aapke website par traffic increase hoga .


3. Guest-post - sabse acha trika guest post hai jo aapki websites ke related ho wahan ja kar aap guest post kar sakte hai .wahan se aapko do-follw baclinks bhi mil jayega.










SEO Kya Hota Hai ? Kitne types Ka SEO Hota Hai or SEO Kaise Kare apne Blog ya kisi Website par SEO Kya  Hota Hai ? Kitne types Ka SEO Hota Hai  or  SEO Kaise Kare apne Blog ya kisi  Website par Reviewed by Virender Gupta on Sunday, August 11, 2019 Rating: 5

1 comment:

Powered by Blogger.