xiaomi ne apne redmi note series ke dono model's launch kiye note 8 & note 8 pro

xiaomi ke inn dono phone's se new technology dekhne ko milenge or bhi kayi khas feater ke sath aap iss phone ko 21 october se amazon.in se le sakte hai...

xiaomi redmi note 8 & note 8 pro
xiaomi redmi note 8 & note 8 pro




Xiaomi ne apne redmi note series ko launch kar diya hai. Xiaomi ne note 8 or redmi note 8 pro ko launch kiya hai .redmi note 8 pro mein gaming ke liye media tek ka processor use kiya gya hai. chipset helio G90T hai jo special gaming ke liye hai. 

Xiaomi ke redmi note 8 mein qualcumm ka snapdragon 665 chipset ka use kiya gya hai.ye india ka first aisa phone's hai jo iske rear mein quad camera's ka use kiya gya hai.

Xiaomi redmi note 8 nepture blue, moonlight white, cosmic purple, or space black colour ye ayenge jo aap 21 october se le sakenge.

Xiaomi ke redmi note 8 pro mein gamma green , halo white or shadow black mein available hoga 21 october se.

in dono models ko aap amazon.in or mi.com ki website se kharid sakte hai.

Redmi note 8 pro ek gamming phone hai, jisey liquid cooling technology ke sath launch kiya hai.yeh ek aaisa phone hai jo iss price range mein new technology ke sath phone ata hai.


xiaomi redmi note 8 & note 8 pro
xiaomi redmi note 8 & note 8 pro 

Xiaomi Redmi note 8 or Note 8 pro ke specifications


DISPLAY - Redmi note 8 mein display 6.3 inch ki LCD corning gorilla 5 protection ke sath ayega, or Xiaomi ke note 8 pro mein display 6.5inch ki FHD+ corning gorilla glass ke launch kiya gya hai.



PROCESSOR- redmi note 8 pro mein media tek helio G90T ka chipset diya gya hai, wahin redmi ke note 8 mein processor octo-core qualcumm snapdragon 665 ka chipset diya gya hai.



RAM/STORAGE- redmi note 8 pro mein RAM 6GB/8GB diya gya hai wahin storage ke liye 64GB/128GB diya gya hai, xiaomi ke redmi note 8 mein RAM 4GB/6GB or storage ke liye 64GB/128GB diya gya hai.



CAMERA- redmi ke note 8 pro mein 64MP ka rear primary camera diya gya hai.( samsung GW1 sensor,f/1.8 aperture, led flash)8MP (120 degree altra wide angle lens) ,2mp dept sensor or 2mp micro shots lens. front selfie ke liye 20MP (F/1.2 aperture) diya gya hai.



Xiaomi ke redmi note 8 mein 48MP rear primary camera diya gya hai.( sony imx 586 sensor,f/1.79 aperture), 8mp (120 degree altra wide angle), 2mp depth sensor ,or 2mp micro shots
for selfie ke liye 13MP f/2.0 aperture diya gya hai.



O/S- xiaomi ke redmi note 8 pro android pie operating system pe chalta hai jo MIUI10 base hai.wahin redmi note 8 mein same OS pe work karta hai.



BATTERY-redmi note 8 pro mein battery 4500mah ki di gayi hai,or note 8 mein 4000mah ki battery di gayi hai dono phones mein diffrent fast charging support karta hai.



PHONE PRICE-redmi note 8 pro ki price satring 14,999/15,999/17,999 ye rakhi gayi hai ,wahin xiaomi redmi note 8 ki price hai 9,999 or 12,999 rupaye rakhi gayi hai.




xiaomi ne apne redmi note series ke dono model's launch kiye note 8 & note 8 pro xiaomi ne apne redmi note series ke dono model's launch kiye note 8 & note 8 pro Reviewed by Virender Gupta on Wednesday, October 16, 2019 Rating: 5

No comments:

Powered by Blogger.