Social Media Se Harrasament Ko rokne ke Liye Twitter ne Retweet ke option ko Band Kar Saktey hai

twitter par retweet ko band kiya ja raha hai, jisse ek user apne khas tweet ko retweet ko band kar sake or apne kisi tweet mein bina uski marji ke usko tweet mein mention na kar sake


Tuned on Gray Laptop Computer


twitter next year update new version

social media  mein sabse popular app twitter hai, ye iss social media ke tehat kayi massage's bhi viral kiye jate hai, jo grouping ke tehat kiye jate hai. twitter ne tweet karke ye kaha tha ke wo 2020 mein kuch changes kar sakta hai. twitter mein new update laney se user's ko acha experiance bhi milega. 

twitter ne kuch changes ki or kiya ishara 

5 november tweet kar ye ishara kiya gya tha ki wo kuch changes kar sakta hai twitter. ye bhi bataya tha ki wo kayi changes kar sakta hai 2020 mein. apne khas tweet ko retweet ko band kar sake, ek user ko dusrey ke sehmati bina mention na kar paye.iske alwa ek user apni marji se conversation se bahar ho sake.

Twitter Cube on Wood Table


retweet ko disable karne ka hoga option 

retweet disable karne se user ke pas jyada se jyada control hoga, agar maan lo ek user pe bahut sare galat comments aa rahe hai or uss tweet ko jarurat se jyada retweet kiya ja raha hai, jisse tweet ko retweet disable kar do jisse post ko viral hone se roka ja sakega.

Agenda War

social media pe agenda war bahut hi jyada hota hai , log iss social plateform ko politics war or dharmik kaam ke liye use karte hai. isme agar kisi ne tweet kiya hai to kis agenda war ke liye uske tweet ko shamil na kiya ja sakte uss rok lagya ja sake ye twitter ka maksad hai. log jyda twitter ko galat kaam ke liye use karna chahte hai, jo dharmik or politics se jordkar kar karte hai.
twitter ka update laane ka simple maksad ye hai ki ek user tweet karta hai to uspar uske pura control rahe hai.




Social Media Se Harrasament Ko rokne ke Liye Twitter ne Retweet ke option ko Band Kar Saktey hai Social Media Se Harrasament Ko rokne ke Liye Twitter ne Retweet ke option ko Band Kar Saktey hai Reviewed by Virender Gupta on Thursday, November 07, 2019 Rating: 5

No comments:

Powered by Blogger.